Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeTalat Mahmood
HomeTalat Mahmood
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


ye khushi ka samaan zindagi hai jawaan aa nighaahen mila ke to dekh keh rahi hai fizaa do ghadi muskuraa dil ki duniyaa basaa ke to dekh mausam naya aa gaya le kar fasaane naye mausam naya aa gaya le kar fasaane naye kehti hai ye bekhudi gaa le taraane naye aankhon se masti luta dil ko machalnaa sikha aankhon se masti luta dil ko machalnaa sikha dil ki khushi ke liye duniyaa ko tu bhool jaa ye khushi ka samaan zindagi hai jawaan aa nighaahen mila ke to dekh keh rahi hai fizaa do ghadi muskuraa dil ki duniyaa basaa ke to dekh ulfat ki raahon mein aa daaman ko rangeen bana ulfat ki raahon mein aa daaman ko rangeen bana dil ke jahaan ko badal apna muqaddar jagaa ye khushi ka samaan zindagi hai jawaan aa nighaahen mila ke to dekh keh rahi hai fizaa do ghadi muskuraa dil ki duniyaa basaa ke to dekh
ye kis manzil pe le aayi ye kis manzil pe le aayi meri badkismati mujhko jahaan hasrat se mud kar dekhti hai zindagi mujhko ye kis manzil pe le aayi mere daaman mein kaante rakh diye phoolon ke badle mein phoolon ke badle mein mere daaman mein kaante rakh diye phoolon ke badle mein phoolon ke badle mein mere maalik bata aisi saza kyun di gayi mujhko ye kis manzil pe le aayi dil e nadan teri baton mein aakar lut gaya hoon main lut gaya hoon main dil e nadan teri baton mein aakar lut gaya hoon main lut gaya hoon main bahut tadpa rahi hai aaj meri bekashi mujhko ye kis manzil pe le aayi meri ye zindagi hai ya andheri raat sawan ki raat sawan ki meri ye zindagi hai ya andheri raat sawan ki raat sawan ki nazar aati nahin ab door tak bhi roshni mujhko ye kis manzil pe le aayi ye kis manzil pe le aayi meri badkismati mujhko jahaan hasrat se mud kar dekhti hai zindagi mujhko ye kis manzil pe le aayi
ye nai nai preet hai tuhi to mera meet hai naa jaane koi saajna ye teri meri dastaan sama hai yeh pyaar ka naye iqraar ka naa ho koi jahaan bana le wahin aashiyaan ye nai nai preet hai nazar tumse mili aise ke hum sharma gaye pukaara jab tere dil ne to phir hum aagaye nazar tumse mili aise ke hum sharma gaye pukaara jab tere dil ne to phir hum aagaye kasam tumhein pyaar ki isi iqraar ki naa jaane koi saajna ye teri meri dastaan sama hai yeh pyaar ka nigaahon hi nigaahon mein kaho kya kar diya mere daaman ko phoolon se ye kisne bhar diya nigaahon hi nigaahon mein kaho kya kar diya mere daaman ko phoolon se ye kisne bhar diya chalo chal den wahaan zameen aur aasmaan gale milte jahaan banale wahin aashiyan ye nai nai preet hai tuhi to mera meet hai naa jaane koi saajna ye teri meri dastaan sama hai yeh pyaar ka naye iqraar ka naa ho koi jahaan bana le wahin aashiyaan ye nai nai preet hai
ye raat ye raat ye raat ye raat ye raat suhaani raat nahin aye chaand sitaaron so jaavo aye chaand sitaaron so jaavo so jaavoooo so jaavoooo ye raat suhaani raat nahin aye chaand sitaaron so jaavo aye chaand sitaaron so jaavo so jaavoooo so jaavoooo armaan lute deewane ke par toot gaye parwane ke armaan lute deewane ke par toot gaye parwane keeeee naa maut mili naa aazadi kismat mein likhi thi barbaadi ab kaun kahe duniyaa ko haseen naaqam bahaaron so jaavo aye chaand sitaaron so jaavo so jaavoooo so jaavoooo aye ranj o alam ke begaanon tum mera fasaana kya jaanon aye ranj o alam ke begaanon tum mera fasaana kya jaanon wo chot lagi hai seene par majboor hoon aansoon peene par dil se naa uthe toofan kahin betaab nazaaron so jaavo aye chaand sitaaron so jaavo so jaavoooo so jaavoooo ye raat ye raat ye raat suhaani raat nahin aye chaand sitaaron so jaavo aye chaand sitaaron so jaavo so jaavooo
ye hawaa ye raat ye chaandni teri ik adaa pe nisaar hai ye hawaa ye raat ye chaandni teri ik adaa pe nisaar hai mujhe kyun na ho teri aarzoo teri justjoo mein bahaar hai ye hawaa ye raat ye chaandni tujhe kyaa khabar hai o bekhabar tujhe kyaa khabar hai o bekhabar teri ik nazar mein hai kyaa asar tujhe kyaa khabar hai o bekhabar teri ik nazar mein hai kyaa asar jo gazab mein aaye to kehar hai jo ho meharbaan wo qaraar hai mujhe kyun na ho teri aarzoo teri justjoo mein bahaar hai ye hawaa ye raat ye chaandni teri baat baat hai dil nashin teri baat baat hai dil nashin koi tujhse badh ke nahin hasin teri baat baat hai dil nashin koi tujhse badh ke nahin hasin hai kali kali mein jo mastiyaan teri aankh ka ye khumaar hai mujhe kyun na ho teri aarzoo teri justjoo mein bahaar hai ye hawaa ye raat ye chaandni teri ik adaa pe nisaar hai ye hawaa ye raat ye chaandni
yeh kya hai dhang zamane ka kaisi ye khudaai hai har ek bhalaayi ka badala duniyaa mein buraai hai yeh kya hai dhang zamane ka har baat bane afsaana jahaan har naam pe tohmat aati ho uthate hi koi maasoom nazar bas ruswaayi ho jaati ho ae dil aisi mehfil se to behtar tanhaayi hai har ek bhalaayi ka badala duniyaa mein buraayi hai yeh kya hai dhang zamane ka dil paar hua bezaar hua ab jeena yahaan dushwaar hua dil paar huaa bezaar huaa jhoothe taanon ko sunkar main majboor hua laachar hua kahin le chal ae dil ye nagari mujhe raas na aayi hai har ek bhalaayi ka badala duniyaa mein buraayi hai yeh kya hai dhang zamane ka
ye mere andhere ujaale na hote agar tum naa aate meri zindagi mein ye mere andhere ujaale na hote agar tum naa aate meri zindagi mein naa jaane mera dil ye kyun keh raha hai tumhen kho na baithun kahin roshani mein naa jaane mera dil ye kyun keh raha hai tumhen kho na baithun kahin roshani mein meri aankh ne tum ko dekha nahin hai magar dil to mera tumhen jaantaa hai meri aankh ne tum ko dekha nahin hai magar dil to mera tumhen jaantaa hai tumhen jaantaa hai jo ghum ke safar mein mera humsafar hai main kyun saath uska naa dunga khushi mein ye mere andhere ujaale na hote agar tum naa aate meri zindagi mein tumhaari mohabbat pe mujhko yakeen hai magar apni kismat pe hargiz nahin hai tumhaari mohabbat pe mujhko yakeen hai magar apni kismat pe hargiz nahin hai hargiz nahin hai mohabbat ke kuchh khel aankhon ne meri bigadte bhi dekhe hansi hi hansi mein naa jaane mera dil ye kyun keh raha hai tumhen kho na baithun kahin roshani mein abhi to umeedon ki duniyaa jawaan hai
zindagi dene waale sun teri duniya se dil bhar gayaa main yahaan jeete ji marr gaya zindagi dene waale sun teri duniya se dil bhar gayaa main yahaan jeete ji marr gaya zindagi dene waale sun raat katti nahin din guzartaa nahin zakhm aisa diya hai ke bhartaa nahin aankh viraan hai dil pareshaan hai ghum ka saamaan hai jaise jaadu koi kar gayaa zindagi dene waale sun bekhataa toone mujh se khushi chheen li zinda rakha magar zindagi chheen li kar diya dil ka khoon chup kahaan tak rahoon saaf kyun na kahoon tu khushi se meri darr gayaa zindagi dene waale sun teri duniya se dil bhar gayaa main yahaan jeete ji marr gaya zindagi dene waale sun
zindagi ki qasam ho chuke un ke hum ye zamana deewana jo chahe kahe zindagi ki qasam pyaar kar ke nibhana badi cheez hai pyaar kar ke nibhana badi cheez hai dil ki duniyaa bhi aakhir koi cheez hai ye naa hoga ke hum unse munh mod len dor taqdeer ki baandh kar tod den aadmi wo jo waade pe kaayam rahe zindagi ki qasam jor kis ka chala hai bhala ishq par jor kis ka chala hai bhala ishq par apna apna hai dil apni apni nazar zindagi bhar na hum unse honge juda dil ki raahon pe chalte rahenge sada jaise toofan ki maujon mein naiyya bahe zindagi ki qasam ho chuke un ke hum ye zamana deewana jo chahe kahe zindagi ki qasam
Zindagi Kis Mod Par Laayi Mujhe
zindagi mein aaye jab wo kyun unhen thukra diya zindagi mein aaye jab wo kyun unhen thukra diya aaj wo thukra chale aaj wo thukra chale to dil ne kyun tadpa diya zindagi mein jab kali dil ki khili to ho chali rukhsat bahaar jab kali dil ki khili to ho chali rukhsat bahaar aye meri ulfat bata de aye meri ulfat bata de tune mujhko kya diya aaj wo thukra chale aaj wo thukra chale to dil ne kyun tadpa diya zindagi mein ek wo hain pyaar karna seekh le jinse koi ek wo hain pyaar karna seekh le jinse koi ek main ke unki ulfat ek main ke unki ulfat ka na kuchh badla diya aaj wo thukra chale aaj wo thukra chale to dil ne kyun tadpa diya zindagi mein
zulfon ki sunehri chhaon tale ik aag lagi do deep jale jab pehali nazar ke teer chale mat poochh ki dil par kya guzari mat poochh ki dil par kya guzari zulfon ki sunehri chhaon tale ik aag lagi do deep jale jab pehali nazar ke teer chale mat poochh ki dil par kya guzari mat poochh ki dil par kya guzari jab pyaar hua do nain mile jab aayi bahaar aur phool khile jab baat huyi aur lab na hile mat poochh ki dil par kya guzari mat poochh ki dil par kya guzari itna sa hai dil ka afsaana apna na hua ik begaana nazaren to mili par dil na mile kuchh unse humein shiqave na gile kya khoob mile ulfat ke sile mat poochh ki dil par kya guzari mat poochh ki dil par kya guzari reh reh ke tadapna ghabaraana har baat pe dil bhar bhar aana aansoo bhi bahe seena bhi jale armaan ajab sanche mein dhale iss pyaar se hum be pyaar bhale mat poochh ki dil par kya guzari mat poochh ki dil par kya guzari zulfon ki sunehri chhaon tale ik aag lagi do deep jale jab pehali nazar ke teer chale mat
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Ye Khushi Ka Samaan Diwali Ki Raat (1956) 03:07 15581
 
Poster of Diwali Ki Raat (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Naksh Layalpuri
Music Director- 
Snehal Bhatkar
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Talat Mahmood
Duration : 03:07   Song Number : 15581   

Ye Kis Manzil Pe Le Aayi Main Suhagan Hoon (1964) 03:41 33013
 
Poster of Main Suhagan Hoon (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Lachchhi Ram
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Mala Sinha, Ajit
Duration : 03:41   Song Number : 33013   

Ye Nai Nai Preet Hai Pocket Maar (1956) 03:50 21452
 
Poster of Pocket Maar (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Geeta Bali, Dev Anand
Duration : 03:50   Song Number : 21452   

Ye Raat Suhaani Raat Nahin Dil E Nadaan (1953) 04:12 16224
 
Poster of Dil E Nadaan (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ghulam Mohammad
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Talat Mahmood
Duration : 04:12   Song Number : 16224   

Yeh Hawa Yeh Raat Yeh Chandni Sangdil (1952) 03:06 14135
 
Poster of Sangdil (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Sazzad Husain
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Dileep Kumar
Duration : 03:06   Song Number : 14135   

Yeh Kya Hai Dhang Zamane Ka Dak Babu (1954) 03:16 36184
 
Poster of Dak Babu (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Dhani Ram
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Talat Mahmood
Duration : 03:16   Song Number : 36184   

Yeh Mere Andhere Ujaale Prem Patra (1962) 04:09 11830
 
Poster of Prem Patra (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Salil Chowdhury
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Sadhana
Duration : 04:09   Song Number : 11830   

Zindagi Denewale Sun Dil E Nadaan (1953) 03:21 12045
 
Poster of Dil E Nadaan (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ghulam Mohammad
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Talat Mahmood
Raag- 
Bhupali
Duration : 03:21   Song Number : 12045   

Zindagi Ki Qasam Malik (1958) 03:45 16273
 
Poster of Malik (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ghulam Mohammad
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Jag Deep
Duration : 03:45   Song Number : 16273   

Zindagi Kis Mod Par Laayi Mujhe Diwali Ki Raat (1956) 03:30 36854
 
Poster of Diwali Ki Raat (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Naqsh Lyallpuri
Music Director- 
Snehal Bhatkar
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Talat Mahmood, Roop Mala
Duration : 03:30   Song Number : 36854   

Zindagi Mein Aaye Jab Wo Dak Babu (1954) 03:17 39724
 
Poster of Dak Babu (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
Dhani Ram
Singer- 
Talat Mahmood
Duration : 03:17   Song Number : 39724   

Zulfon Ki Sunehri Chhaon Tale Zindagi Ya Toofan (1957) 04:02 32166
 
Poster of Zindagi Ya Toofan (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
J Nakshab
Music Director- 
Nashad
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar
Duration : 04:02   Song Number : 32166   
Karaoke Songs of talat mahmood, Sad Songs of talat mahmood, Love Songs of talat mahmood, Dance Songs of talat mahmood, Hip-hop songs of talat mahmood, Best songs of talat mahmood, Super hit songs of talat mahmood, hit songs of talat mahmood, duet songs of talat mahmood, solo songs of talat mahmood, old songs of talat mahmood, famous songs of talat mahmood, Hindi Karaoke Songs of talat mahmood, Hindi Sad Songs of talat mahmood, Hindi Love Songs of talat mahmood, Hindi Dance Songs of talat mahmood, Hindi Hip-hop songs of talat mahmood, best Hindi songs of talat mahmood, super hit Hindi songs of talat mahmood, hit Hindi songs of talat mahmood, duet Hindi songs of talat mahmood, solo Hindi songs of talat mahmood, old Hindi songs of talat mahmood, famous Hindi songs of talat mahmood, Sing Along Songs of talat mahmood, Sing Along Sad Songs of talat mahmood, Sing Along Love Songs of talat mahmood, Sing Along Dance Songs of talat mahmood, Sing Along Hip-hop songs of talat mahmood, Sing Along Best songs of talat mahmood, Sing Along Super hit songs of talat mahmood, Sing Along hit songs of talat mahmood, Sing Along duet songs of talat mahmood, Sing Along solo songs of talat mahmood, Sing Along old songs of talat mahmood, Sing Along famous songs of talat mahmood